Overblog
Editer la page Suivre ce blog Administration + Créer mon blog
BOLLYWOODME: L'UNIVERS DU CINÉMA INDIEN

Behka - Ghajini


Behka




Behka, main behka, woh behki hawa si aayee
Tenté, j'ai été tenté lorsqu'elle est arrivée telle le vent incontrôlable
Ek hi nazar mein sab, manzil wanzil paayee
Et en un regard elle est devenue mon but
Hatke, alag si thi, bilkul juda si
Elle était différente, incomparable
Na hi adaayen, na koi angdaayee
Rien que par son comportement

Behka, behka main behka, behka
J'ai été tenté
Mehka, mehka yeh mann hai mehka
Mon âme a été parfumée
Behka, main behka, woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab, manzil wanzil paayee

Dhadkan dhak dhak dhak dhak dhak hui
Mon coeur s'est mis à battre plus fort
Dil tha tha tha tha tha tha thayee
Il s'affole
Chal dagmag mag dagmag mag hue
Je suis étourdi par cet éclat
Jhoomoon main jhamak jhamajham
Et je vacille
Rasta takoon takoon takoon takoon main
Je suis son chemin, pétrifié
Pal pal jaagoon jaagoon jaagoon jaagon main
Et reste éveillé à tout instant
Baar baar badal karwat usko sochoon main
Et l'appelle

Behka, behka main behka, behka
Mehka, mehka yeh mann hai mehka

Guzre jahaan se woh raunaq udaaye
Elle illumine chaque chemin qu'elle emprunte
Chhalke nadi si woh mujhko bhigoti jaaye
Et elle coule comme une rivière et m'engloutit
Woh gungunaaye nageene lutaaye
Elle chante avec des mots comme des pierres précieuses
Khatta sa bachpan meethi shararat
Une enfance amère, une douce malice
Thoda resham hai thodi nazakat
Aussi brillante que de la soie, si élégante
Kabhi sharmaaye kabhi lehraaye
Quelques fois modeste, d'autres pétillante
Us mein saahil hai aur jaane kitni gehraaye
En elle est un rivage, avec dieu sait combien de profondeurs

Behka, main behka, woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab, manzil wanzil paayee
Hatke, alag si thi, bilkul juda si
Na hi adaayen, na koi angdaayee
Behka, behka main behka, behka
Mehka, mehka yeh mann hai mehka

Uski boli jaise phoolon ki toli
Ses paroles sont comme un bouquet de fleurs
Uska chalna rituen badalna
Le printemps de ses pas change le temps
Jhoot bhi us ke sachche lage achche lage
Ses mensonges semblent vrais
Sach se bhi bade lage
Encore plus que la vérité
Raahon mein uski haath baandhe
Les mains liées
Palkein bichaaye hue
Les yeux scintillants
Khushbuon se chaaye hue
Submergée de parfums
Taktaki lagaaye hue saath saath
Lançant des regards dévoués
Jaane kitne saare mausam khade rahein

Behka, main behka, woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab, manzil wanzil paayee
Behka, main behka, woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab, manzil wanzil paayee
Hatke, alag si thi, bilkul juda si
Na hi adaayen, na koi angdaayee
Behka, behka woh behka, behka

Partager cette page
Repost0
Pour être informé des derniers articles, inscrivez vous :